fbpx

Zindagi Ke Safar Mein Lyrics – Aap Ki Kasam

WhatsApp Group Join Now
Rate this post

Aap Ki Kasam Se Zindagi Ke Safar Mein Lyrics: This is a very nice song sung by Kishore Kumar, nicely composed by RD Burman.

The lyrics of Zindagi Ki Safar Mein are beautifully penned by Anand Bakshi. Aap Ki Kasam is a 1974 Hindi film starring Rajesh Khanna, Mumtaz and Sanjeev Kumar.

Zindagi Ke Safar Mein Lyrics Song On Youtube

Zindagi Ke Safar Mein Lyrics Song On Youtube

Zindagi Ke Safar Mein Lyrics in Hindi

ज़िन्दगी के सफ़र में गुज़र जाते हैं जो मकाम
वो फिर नहीं आते वो फिर नहीं आते
ज़िन्दगी के सफ़र में गुज़र जाते हैं जो मकाम
वो फिर नहीं आते वो फिर नहीं आते

फूल खिलते हैं लोग मिलते हैं
फूल खिलते हैं लोग मिलते हैं मगर
पतझड़ में जो फूल मुरझा जाते हैं
वो बहारों के आने से खिलते नहीं


कुछ लोग एक रोज़ जो बिछड़ जाते हैं
वो हजारों के आने से मिलते नहीं
उम्र भर चाहे कोई पुकारा करे उनका नाम
वो फिर नहीं आते वो फिर नहीं आते

आँख धोखा है क्या भरोसा है
आँख धोखा है क्या भरोसा है सुनो
दोस्तों शक दोस्ती का दुश्मन है
अपने दिल में इसे घर बनाने न दो


कल तड़पना पड़े याद में जिनकी
रोक लो रूठ कर उनको जाने न दो
बाद में प्यार के चाहे भेजो हजारों सलाम
वो फिर नहीं आते वो फिर नहीं आते

सुबहो आती है रात जाती है
सुबहो आती है रात जाती है यूँ ही
वक़्त चलता ही रहता है रुकता नहीं
एक पल में ये आगे निकल जाता है
आदमी ठीक से देख पाता नहीं
और परदे पे मंज़र बदल जाता है


एक बार चले जाते हैं जो दिन रात सुबहो शाम
वो वो फिर नहीं आते वो फिर नहीं आते
ज़िन्दगी के सफ़र में गुज़र जाते हैं जो मकाम
वो फिर नहीं आते वो फिर नहीं आते

Zindagi Ke Safar Mein Lyrics in English

Zindagi ke safar mein
Guzar jaate hain jo makaam
Woh phir nahi aate
Woh phir nahi aate x (2)

Phool khilte hain, log milte hain
Phool khilte hain, log milte hain magar
Patjhad mein jo phool murjha jaate hain
Woh baharon ke aane se khilte nahi
Kuchh log ek roz jo bichhad jaate hain
Woh hazaron ke aane se milte nahi

Umra bhar chaahe koyi
Pukara kare unaka naam
Woh phir nahi aate
Woh phir nahi aate

Ankh dhokha hai, kya bharosa hai
Ankh dhokha hai, kya bharosa hai suno
Doston shaq dosti ka dushman hai
Apne dil mein ise ghar banane na do
Kal tadapna pade yaad mein jinki
Rok lo rooth kar unko jaane na do

Baad mein pyar ke
Chaahe bhejo hazaron salam

Woh phir nahi aate

Subah aati hai, raat jaati hai
Subah aati hai, raat jaati hai yoon hi
Waqt chalta hi rehta hai rukta nahi
Ek pal mein yeh aage nikal jaata hai
Aadmi theek se dekh paata nahi
Aur parde pe manzar badal jaata hai

Ek baar chale jaate hain
Jo din-raat, subah-shaam
Woh woh phir nahi aate
Woh phir nahi aate


Zindagi ke safar mein
Guzar jaate hain jo makaam
Woh phir nahi aate
Woh phir nahi aate

Zindagi Ke Safar Mein Lyrics Song Details

  • Song: Zindagi Ke Safar Mein
  • Album: Aap Ki Kasam (1974)
  • Singer: Kishore Kumar
  • Musician: R. D. Burman
  • Lyricist: Anand Bakshi
  • Star Cast: Rajesh Khanna, Mumtaz, Sanjeev Kumar etc.
  • Director: J Om Prakash

Latest Trending Hindi Song Lyrics

Evergreen Old Hindi Song Lyrics
Evergreen Old Hindi Song Lyrics

Hi! I am Sonali. I am a teacher and I love to write and read. I also like to listen to good songs and review and write down the lyrics. I have three years of experience in writing lyrics. And I am posting this written song on Hinditracks.co.in website so that by reading the lyrics of this song you too can sing and make your heart happy.

Affiliate Disclosure – Some links on this site are Amazon associate links. As an Amazon Associate https://hinditracks.co.in may earn from qualifying purchases.Note – Amazon, Amazon Prime, the Amazon Logo and Amazon Prime logo are trademarks of Amazon.com,Inc or its affiliates.