Apni Marzi Se Kahan Apne Safar Ke Hum Hain Lyrics – Jagjit Singh

Rate this post
Apni Marzi Se Kahan
Apni Marzi Se Kahan Apne Safar Ke Hum Hain Song

Apni Marzi Se Kahan Apne Safar Ke Hum Hain Lyrics in English

Apni Marzi se kahan apni safar ke hum hain
Apni Marzi se kahan apni safar ke hum hain
Rukh hawaaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hain
Apni Marzi se kahan apni safar ke hum hain

Pehle har cheez thi apni magar ab lagta hai
Pehle har cheez thi apni magar ab lagta hai
Apne hi ghar mein kisi doosre ghar ke hum hain
Apne hi ghar mein kisi doosre ghar ke hum hain

Rukh hawaaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hain
Apni Marzi se kahan apni safar ke hum hain

Waqt ke saath mitti ka safar sadiyon se
Waqt ke saath mitti ka safar sadiyon se
Waqt ke saath mitti ka safar sadiyon se
Kisko maaloom
Kisko maaloom kahan ke hain kidhar ke hum hain
Kisko maaloom kahan ke hain kidhar ke hum hain

Chalte rehte hain,Chalte rehte hain

Chalte rehte hain
Chalte rehte hain ke chalnaa hai musaafir ka naseeb
Sochte rehte hain kis raah guzar ke hum hain
Sochte rehte hain kis raah guzar ke hum hain

Rukh hawaaon ka
Rukh hawaaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hain
Apni Marzi se kahan apni safar ke hum hain
Apni Marzi se kahan apni safar ke hum hain

Apni Marzi Se Kahan Apne Safar Ke Hum Hain Lyrics in Hindi

अपनी मर्ज़ी से कहाँ अपने सफ़र के हम हैं
अपनी मर्ज़ी से कहाँ अपने सफ़र के हम हैं
रुख़ हवाओं का जिधर का है, उधर के हम हैं
अपनी मर्ज़ी से कहाँ अपने सफ़र के हम हैं

पहले हर चीज़ थी अपनी मगर अब लगता है
पहले हर चीज़ थी अपनी मगर अब लगता है
अपने ही घर में, किसी दूसरे घर के हम हैं
अपने ही घर में, किसी दूसरे घर के हम हैं

रुख़ हवाओं का जिधर का है, उधर के हम हैं
अपनी मर्ज़ी से कहाँ अपने सफ़र के हम हैं

वक़्त के साथ है मिट्टी का सफ़र सदियों से
वक़्त के साथ है मिट्टी का सफ़र सदियों से
वक़्त के साथ है मिट्टी का सफ़र सदियों से
किसको मालूम,
किसको मालूम, कहाँ के हैं, किधर के हम हैं
किसको मालूम, कहाँ के हैं, किधर के हम हैं

चलते रहते हैं हम , चलते रहते हैं

चलते रहते
चलते रहते हैं कि चलना है मुसाफ़िर का नसीब
सोचते रहते हैं, किस राहगुज़र के हम हैं
सोचते रहते हैं, किस राहगुज़र के हम हैं

रुख़ हवाओं का
रुख़ हवाओं का जिधर का है, उधर के हम हैं
अपनी मर्ज़ी से कहाँ अपने सफ़र के हम हैं
अपनी मर्ज़ी से कहाँ अपने सफ़र के हम हैं

Writer(s): Nida Fazli, Talat Aziz

Leave a Comment

" target="_blank" rel="nofollow">
Exit mobile version